bachpan...
jitna mujhe yaad hai apna,
use zyada Meri maa ko yaad hoga mera ,
khoobsoorat baatain,.. Hansi.., sharaarte... Rona...
zidd... Manana.... nai cheezain seekhna... samajhna...
kahan yaad hai mujhko yeah sb...
par yehi sb kuch yaad rahega....
jb Meri beti karegi... Jo Jo wo karti hai...
kitna khush hoon me usse dekh kar...
bataongi use jb wo badi hogi...
mujhey us se kuch nai chahiye....
usne mujhe de dein bahoot saari khushiya...
itni khushi itna pyaar mujhme hoga mujhe kahan pata that..
kitna asaan aur achcha hair itna pyaar karna
waise bhi...wo mai hi to hoon...
to kiya mango mai kud se khud ke liye...
uska mujh pe bharosa.... uska mujhse pyaar...
Meri goud me usko araam... mere pehlo me usko sukoon...
bahot khushi deti gain ye sb batain.

Bahut din huye khele Bachpan ki masoomiyat se
ReplyDeleteEk pal aur jee lete bas yahi dual dill se maang ek raat moonde the palkhen...
subah ki chamchamati kirno NE to shyad Mera mera hi aashiyan chun Liya tha
Mujhe khuda NE mujhsa ek aayina DE diya tha...
Uske masoom palkhen Mano Har subah roshni chamkati
Shaam ko Chand jaise surat Har takleef ko bhulati
Kuch yahi to bachpana tha mera, jo Maa ko mere yaad aaj bhe dilata hai
Jhoom uthti Hai kayenaat meri jab Sarah ki nigah me mera wajood sirf uske Maa ka dikhaye deta Hai...